| |
|
|
|
| Home >> Appeal-Works Scheme |
|
|
| Appeal-Works Scheme |
|
| Bhavi Gram Vikas Yojana |
|
Humara desh grami shetro mein basta hai tatha krushi pradhan desh hai 80% jansankiya gaav mein rahti hai. Aaj suvidhao ke abhav mein gaav ke gav khali hote ya jaa rahe hai. Avyashkta hai gaav ka adharsh swaropp suvidha janak banya jaye. Bharat sarkar ve rajiya sarkare prayasarat hai. Phir bhi smasiya jo ki tioy hai. Atath samajik sansthaye, jab taka age nahi aaegi yaha kariya.asambhav hai.Is shetra se bahut log bharat ke kaun - kaun vyapar kar rahe hai. Kyon nahi ek gaon ko aadarsh dang se viksith kiya jaye jo gaon ki bhaghdari se prarambh hove. Shram gaon ka ho ve dhan samaj ka. Jismein ek school , hospital, samudayik seva sthal,pine ka pani, pashiyuo ke liye pani , road, bhijali adhi mulbhoot suvidaye puri ki jaye. Yaha prakulp bharat ki vikas parishad chairitable trust sanchor ke dwara nikat bhavishiya mein lene ki yojana hai. Is par soch prarambh hochuki hai. Gaon ka nirishan kar chalan kiya jar aha hai. Tatha nikat bhavishiya mein ek adarsh gaav bana kar sabhi ke samne ek yojana prastut karna hai, taaki eke k udiyogti , eke k gaon ko godh lekar basa sake. Tabhi gandhiji ke sapno ka sacha viksit bharat ban sake ga.
|
|
Shri Narpat Chand Kanungo |
|
|
|
|