| 1. |
Bharari Ki Swadhinata, Samprabhuta Akhandata aur Ekta Surakshit Rakhna. |
|
| 2. |
Bina Pashchatya Mulyon ko Apanaye Bharat ka Sarwangina Vikas aur Aadhuni karan. |
|
| 3. |
Bharatiya Paramparaon Aur Sansakriti ke Anurup Bharatiya jan Jeevan Ka Utkarsha. |
|
| 4. |
Samaj ke uchha warg ko samajounmukh karana. |
|
| 5. |
Samaj ke nirbal warg me samanta. |
|
| 6. |
Bharat ki Sanskritik virasat ka Sanrakshan aur samvardhan karana. |
|
| 7. |
Manveeya aur Naitik mulyon ko sadridha karma. |
|
| 8. |
Samaj ke sabhiwargo me parospar Sahayog, Sahishnuta, Bhaichara aur Melmilap badhana. |
|
| 9. |
Paryavaran Santulan hetu prayas karana aur sabhi prakar ke pradushan ko rokana. |
|
| 10. |
Anath aur Asahay Bachchon ka lalan - Poshan karana. |
|
| 11. |
Jansankhya vridhi par niyantran. |
|
| 12. |
Asahay Vridhon, Vidhwaon aur Apangon ke jeevan yapan hetu mulbhut Suvidhayen jutana. |
|
| 13. |
Samajik Kuritiyon ka unmulan. |
|
| 14. |
Rashtra ke bhavi karnadharon ka charitra nirman. |
|